Hona to yehi tha

- Nadeem Sarwar (2026)



Inna lillahi wa inna ilaihi raje'oon..(2)

Hona to yehi tha, wada to yehi tha..(2)
sab bikhar gaye, sab ujad gaye..
sab bikhar gaye, sab ujad gaye..
Hona to yehi tha, wada to yehi tha..(2)
Mera wada to yehi tha..
Inna lillah, Inna lillah
Inna lillahi wa inna ilaihi raje'oon..(2)

1. Haaye,
Parwardigar banda-e-ajiz ki hai sadaa
de hausla sambhal le mujhko mere khuda
kuch bhi raha na paas mere sab bikhar gaya
saathi koi Hussain ka baqi nahi raha
haye sab bikhar gaye, sab ujad gaye..
Hona to yehi tha, wada to yehi tha
Mera wada to yehi tha..(2)
Inna lillah, Inna lillah
Inna lillahi wa inna ilaihi raje'oon..(2)
Ya Hussain..
Hussain Hussain, Hussain Hussain
Hussain Hussain...
Ya Hussain..
Hussain Hussain, Hussain Hussain

2. Haaye,
Aansu yeh keh rahe hai ke Akbar kaha gaya?
gehwara puchta hai ke Asghar kaha gaya?
baazu mera woh Saniye Haider kaha gaya?
Abbas ke jo saath tha lashkar kaha gaya?
haye sab bikhar gaye, sab ujad gaye..
Hona to yehi tha, wada to yehi tha
Mera wada to yehi tha..(2)
Inna lillah, Inna lillah
Inna lillahi wa inna ilaihi raje'oon..(2)
Ya Hussain..
Hussain Hussain, Hussain Hussain
Hussain Hussain...
Ya Hussain..
Hussain Hussain, Hussain Hussain

3. Koi nahi raha..(2)
Koi nahi raha to bhala kya jiyunga mai
socha na tha ke jung akele ladunga mai
kaise haram ke tanha hifazat karunga mai
kaise namaz e asr akele padhunga mai
haye sab bikhar gaye, sab ujad gaye..
Hona to yehi tha, wada to yehi tha
Mera wada to yehi tha..(2)
Inna lillah, Inna lillah
Inna lillahi wa inna ilaihi raje'oon..(2)
Ya Hussain..
Hussain Hussain, Hussain Hussain
Hussain Hussain...
Ya Hussain..
Hussain Hussain, Hussain Hussain

4. Haaye,
Aisa hu be watan ke ab apna nahi koi
ghere huwe hai charo taraf se mujhe shaqi
haye yeh bekasi meri haaye yeh bebasi
mai ek shab bhi chayn se soya nahi kabhi
haye sab bikhar gaye, sab ujad gaye..
Hona to yehi tha, wada to yehi tha
Mera wada to yehi tha..(2)
Inna lillah, Inna lillah
Inna lillahi wa inna ilaihi raje'oon..(2)
Ya Hussain..
Hussain Hussain, Hussain Hussain
Hussain Hussain...
Ya Hussain..
Hussain Hussain, Hussain Hussain

5. Haaye,
Maana ke lut gaya mera ghar baar aye khuda
lekin tere nabi ke nawase ki hai dua
mai is tarah se haqq e shahadat karu adaa
zinda rahe dilo mein hamesha yeh karbala
haye sab bikhar gaye, sab ujad gaye..
Hona to yehi tha, wada to yehi tha
Mera wada to yehi tha..(2)
Inna lillah, Inna lillah
Inna lillahi wa inna ilaihi raje'oon..(2)
Ya Hussain..
Hussain Hussain, Hussain Hussain
Hussain Hussain...haye sab bikhar gaye, sab ujad gaye..
Hona to yehi tha, wada to yehi tha
Mera wada to yehi tha..(2)
Inna lillah, Inna lillah
Inna lillahi wa inna ilaihi raje'oon..(2)
Ya Hussain..
Hussain Hussain, Hussain Hussain
Inna lillahi wa inna ilaihi raje'oon..