KARBALA AKBAR
- Tejani Brothers (2013)
KARBALA AKBAR Karbala, karbala karbalaKarbala Akbar mera hai nawjawaan 1. Thokre kha kha ke uthta hun mujhe do sadaKis jaga par ho mere beta mujhe ye bataDhundhta hun tujhko akbar ho kahaan Karbala, karbala karbalaKarbala Akbar mera hai nawjawaan 2. Wada jo tumne kiya tha awaunga me eik dinKistarha se jisakengi teri sughra tere binDhundegi wo raah mei tera nishaa(n) Karbala, karbala karbalaKarbala Akbar mera hai nawjawaan 3. Koi jaake fatema sughra ko paighaam doAb na laut ayenga akbar, apna dil thaam loPayegi wo behn ab tumko kahaan Karbala, karbala karbalaKarbala Akbar mera hai nawjawaan 4. Tujhko paala tha mere akbar bare naaz seDil ko milta tha ujala teri awaaz seJab kabhi sunta tha mei teri azaan Karbala, karbala karbalaKarbala Akbar mera hai nawjawaan 5. Ya ali awo najaf se aur karlo madadImtehano ka huwa hai haaye baba ye hadMei nikalun kaise sine se sinaan Karbala, karbala karbalaKarbala Akbar mera hai nawjawaan 6. Haaye majhburi ye meri dekhlo rab mereTord ta hai dam ali akbar mere samneKhaak mei milta hai nana ka nishaan Karbala, karbala karbalaKarbala Akbar mera hai nawjawaan 7. Aik baar apne gale se, mei lagalun aap koJiteji na milsakega is gardi phir baap koAkhri hai baapo bte ka samaan Karbala, karbala karbalaKarbala Akbar mera hai nawjawaan 8. Apne hatho(n) se jhulaya tha tujhe beta mereAb yahi hathon se kaise mei uthawunga tujheSakht hai is baap par ye imtehaan Karbala, karbala karbalaKarbala Akbar mera hai nawjawaan 9. Teri maa(n) aur teri behne hogi pabande rasanSar se chadar bhi chhinengi rasta hoga kathanAur uthenga saare khayme se dhhuwan Karbala, karbala karbalaKarbala Akbar mera hai nawjawaan 10. Haye sarwar ki gharibi, Kaise hoga bayaanTha zaeef baap ke kaandho pe laash-e-jawaanRodiye likhke Tejani daastaan Karbala, karbala karbalaKarbala Akbar mera hai nawjawaan