YE ZAMEEN
- Tejani Brothers (2012)
YE ZAMEEN Ya Hussain Anta harrartal abeedYa Hussain dhikruka saara nasheedYa Hussain Qatau minkal wareedYa Hussain ya ghareeban ya shaheed (Ye zameen, asman kehraha hai ya HussainMomino ke lahu mei behraha hai ya hussain) x2 Thi ye sabko khabar, ye jahaa(n) sab hai teraHaa(n) magar, ye sila tujhko ummat se milaTha tera sara tan, teero(n) se itna bharaGhirke phir rukgaya teero(n) pe lasha tera (Ye zameen, asman kehraha hai ya HussainMomino ke lahu mei behraha hai ya hussain) x2 Anta qurban-ul-ilaah, anta lid-deeni fidahDammukas-saala ulaah, qaddasal baari sanaahYa Hussain, ya Hussain, sirta lid-dunya manaarYa Hussain ya Hussain, dhikruka Adhaa shiaar (Ye zameen, asman kehraha hai ya HussainMomino ke lahu mei behraha hai ya hussain) x2 How Yazid tried to bury your name into the sandCovered up karbala, but this was allahs commandthat hussain will live on in this world in every landtill the end we will mourn our masters final stand (Ye zameen, asman kehraha hai ya HussainMomino ke lahu mei behraha hai ya hussain) x2 Har jawaa(n) peer ke, dil se uthti hai sadaApne khu(n) se jalaaye gham-e-sheh ka diyaZindagi kuch nahi(n) gar na ho sheh ki azaIs ki khatir karenge ham apni jaa(n) fida (Ye zameen, asman kehraha hai ya HussainMomino ke lahu mei behraha hai ya hussain) x2 Jis liye haaye Zainab tarapti rehgayiJisliye umr bhar, roya Abid Khun bhiMeri maayei(n) bahan, wo rida pehna karoShaam ke daastaa(n) se mila kya kuch nahi(n) (Ye zameen, asman kehraha hai ya HussainMomino ke lahu mei behraha hai ya hussain) x2 Dars ye milraha hai hamme Abbas seApne bazu agar, jism se dono kateJism se khu(n) ka darya agar behta raheBas hamesha hussai(n) pe wafa jari rahe (Ye zameen, asman kehraha hai ya HussainMomino ke lahu mei behraha hai ya hussain) x2 Shaam mei haaye bechayn dil zainab ka thaChahti thi ke matam kare shabbir kaHaa(n) magar khu(n) mei tar haath the gardan passDekh ke uski majboori bola ye khuda (Ye zameen, asman kehraha hai ya HussainMomino ke lahu mei behraha hai ya hussain) x2 Anta harrartal abeed, dhikruka saara nasheedQatau minkal wareed, ya ghareeban ya shaheedYa Hussain ya Hussain, bismika ad-dunya tadoorYa Hussain ya Hussain, qabrukaz-zaahi yanoor (Ye zameen, asman kehraha hai ya HussainMomino ke lahu mei behraha hai ya hussain) x2 Ye Tejani sada hai hamare khun kiDil mei aur ankh mei, karbala bas hai basiTera matam nahi(n) ruksakega ab kabhiJo rukawat hai ham, tor dalege sabhi (Ye zameen, asman kehraha hai ya HussainMomino ke lahu mei behraha hai ya hussain) x2