Aa gaya Maah e Azaa Aasoo bahaalo Fatema
- Miscellaneous (2014)
Apne bete ki saf e maatam bichaalo Fatema
Aa gaya Maah e Azaa Aasoo bahaalo Fatema Aag se Sajjaad ko aakar nikaalo Fatema,
aakar nikaalo Fatema,
Mar na jaae Aabid e Muztar bachaalo Fatema Cheen ke chaadar saro se le gae Aadaa e Dee,
Le gae Aadaa e Dee,
Nange sar Zaynab hay chaadar ko udhaalo Fatema Zakhm itne hay ke ghode par sambhal sakte nahi
haay sambhal sakte nahi,
gir naa jaae laal ko aakar sambhaalo Fatema Tashnalab Shabbir ki himmat pe kehkar marhaba
Are himmat pe kehkar marhaba,
Apne seene se zara badhkar lagaa lo Fatema Bosaa lena hay agar peshaani e Shabbir ka,
Peshaani e Shabbir ka,
Pehle khaak o khoo to chehre se hataalo Fatema Sar khule Ehl e Haram hay Shaam ke bazaar me,
Haay Shaam ke bazaar me,
Bibiyo ko aa ke chaadar to udhaalo Fatema, Yaad kar ke ro rahi hay baap ki aagosh ko,
Haay, baap ki aagosh ko,
Godh me badhkar Sakina ko uthaalo Fatema

Seena e Akbar se barchi ka nikalna hay mohaal,
Barchi nikalna hay mohaal,
Kaanpta hay haath Sheh ka, tum nikaalo Fatema