Aj ghar mei
- Irfan Haider (2006)
Aj ghar mei
(Ya hussain, ya hussain, hussain) x2
(Zehra sa pehenji majlis mei, aj shaah-e-shaheeda aayo aay) x2
Ho aj shaah-e-shaheeda aayo aay
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x3
(Jab chaand muharram ka dekha, aankho(n) se bahaaye ashk-e-aza) x2Matam huwa, parcham bhi saja
Dil rodiya, karke ye bukaa
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
(Ik jhula sajaakar chota sa, Asghar ki pyaas ko yaad kiya) x2Phir shaah ko, us kamsin ka
Pursa diya, aur nawha kiya
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
(Taboot sajaya jab mene, hamshakl-e-payambar ka rokar) x2Aisa laga, karti hai buka
Akbar ki maa(n), dekar ye sada
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
(Mehendhi jo sajaayi qasim ki, nawshaah ka sehra aise parha) x2Sehra tera, ashko(n) se bana
Har ashk ne, ye nawha kiya
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
(Wo chote chote surkh alam, jab nasb kiye to dil ne kaha) x2Phele alam, un bacho(n) se
Zainab ne jo, kurbaan kiye
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
(Do baaliyaa(n) aur ik mashkiza, ghazi ke alam ke saath rakha) x2Ik alqama ankho(n) se chali
Yaad agayi, phir pyaas teri
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
(Taboot sajaya jab tera, ay shaah-e-shaheeda tashnadahan) x2Maa(n) sayyeda ki aayi sada
Zakhm-e-jigar, phir taaza huwa
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
(Phir eik sabeel banaayi gayi, pyaaso(n) ki pyaas pe rote huwe) x2Kuze rakhe, paani bhi rakha
Har kuze par, tera naam likha
Hussain ya hussain
(Aj ghar mei pehenje maula jo, mu(n) farsh-e -aza, bichaayo aay) x2
("Irfan" aur "Mazhar" ki jannat, hai majlis matam farsh-e-aza) x2Hai bandagi, Ye farsh-e-aza
Aur zindagi, matam hai tera
Hussain ya hussain