Hussain kal bhi tha mazloom
- Shahid Baltistani (2011)
Haye mazlum Hussain x 4Haye Hussain ya hussain haye hussain shah hussainHalmin nasir yansurna x 2Deene islam hai yu hazrate shabbir ke saath
Jaise Quran baya hota hai tafseer ke saath
Kya sitam ho gaya islam ki taqdeer ke saath
Qatl shabbir hue narae takbeer ke saath
Kal talak zulm hue deen ke madadgaro par
Aaj hote hai sitam sheh ke azadaro perhussain kal bhi tha mazloom aur aaj bhi hai x 2sitam ki zid pe hamara imam aaj bhi haiaza ke farsh ka hal min payam aaj bhi haihussain kal bhi....nazar may phirte hai karbobala ke sab manzar
zameen pe bikhra hua tha hussain ka lashkar
kahin kate hue bazu kahin kate hue sar
gali gali may wohi qatle aam aaj bhi hai
hussain kal bhi....juloose girya-o-matam pe zulm itne huve
sitam ke maare hue ab khoon may doobe huve
barasti dhoop may maon se bache litpe huve
sawaal karte hai kya fauje sham aaj bhi hai
hussain kal bhi....huve thay jis tarha qasim ke laash ke tukde
shaheed hote hai yuhin ghulam qasim ke
janaze unke bhi kandhon pe uth nahi sakte
ye gathriyon ke kafan ka nizam aaj bhi hai
hussain kal bhi....hussain kehne pe zainab ko taziana laga
phir uske baad na aziyat ka silsila na rukaHalmin nasir yansurna - 2Haay naam veer hussain da lendi rahi jiwe zainab durre khaake - 2Shabbir da matam gam khwara - 2Enjekita ya hussain... Enje kita sar katwake hayeeusi ko maar diya jisne ya hussain kaha
yazeed zadon ka jaari wo kaam aaj bhi hai
hussain kal bhi....imame asr ki faryaad ab bhi hai akbar
zamana hogaya veeran fatema ka hai ghar
lahoo ke ashk bahata hai abide muztar
mere gharane pe ghurbat ki shaam aaj bhi hai
hussain kal bhi....