Ghazi ko bachpane mei
- Shahid Baltistani (2005)
Ghazi ko bachpane mei
(Mere beta abbas) x3
Madine me eik raat ummul baneen bete ko lori sunarahi hai
Abbas abbas abbas abbas
Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye
Abbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye
(Tere bazuo(n) ke hote) x2 Zainab na gham uthayeAbbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye
Haider ki zawjiyat me jis din se hu mein aayiUnke labo ke mene bas ye duwa hai paayi
Ya rab wo laal de jo zainab ke kaam aaye
Abbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye
Maana ke tu banega salaar-o-meer lashkarLekin hussain ka tu bankar rahenga nokar
Itna khayal rakhna sar maa ka jhuk na jaaye
Abbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye
Aka hussain ko tum bhayi kabhi naa kehnaJab tak hain saas baaqi bankar gulam rehna
Meri dua hai tumko sakaayi raas aaye
Abbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye
Mein hu kaneez-e-zehra fizza se phir bhi kam huYe soch soch kar me bas mubtilaa-e-gham hu
Tere sabab se beta zehra na ruth jaaye
Abbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye
Ye ghar hai sayyeda ka is ghar ki shaan pardaIs ghar ki betiyo ko suraj na dekh paaya
Shahzadiyo sar tak teri nazar naa jaaye
Abbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye
Ab karbala ka manzar raavi ne yu(n) likha haiAbbas foj-e-sheh ka salaar bangaya hai
Kiski majaal hai jo sheh se nazar milaaye
Abbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye
Ashur ko hai tooti pyaaso pe kya qayamatLarne ke milna paayi jarrar ko ijaazat
Abbas ja rahe hai mashko alam uthaaye
Abbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye
Ghazi ke raaste par nazre hai bibio(n) kiAur hai dua musalsal zainab ke ye labo(n) ki
Meri rida ka zamin ay kaash lawt aaye
Abbas abbas abbas abbas, Ghazi ko bachpane me maa ye sabak parhaye
"Rehan azmi" jab be dast ho ke ghaziMaqtal me girgaya tha reyti pe karbala ki
Madar ki wo nasihat ghazi ko yaad aaye
Abbas abbas abbas abbas