SHAAM KAISI
- Tejani Brothers (2012)
SHAAM KAISI Sham-e-Gharibaa, Jhalte khayme, Zainab tanhaGhazi kahaan ho, koi nahi hai, uska sahara, uska sahara (Shaam kaisi gharibo(n) pe, wo shaam thi) x2 Jisme Zainab lutti, Berida hogayi (Shaam kaisi gharibo(n) pe, wo shaam thi) x2 Jhalte khaymo(n) se, jab bahir aaye haramBoli ye Zainab, kistarha rakhungi qadamHaaye mei berdida berida hogayi (Shaam kaisi gharibo(n) pe, wo shaam thi) x2 Jiske no bhaayi, maqtal mei mare gayeJisne dekha tha, Shabbir ko teygh taleSab se wo, haay juda, haay juda hogayi (Shaam kaisi gharibo(n) pe, wo shaam thi) x2 Bahrain me momin pe, hote hai jo zulm-o-sitamHar su laashe hai, kistarha karenge raqamAaj bhi karbala, karbala hogayi (Shaam kaisi gharibo(n) pe, wo shaam thi) x2 Haider ki godi, mei jo bibi hai paliBeti Zahra ki, beparda sham chaliBhaayi se alvida, alvida hogayi (Shaam kaisi gharibo(n) pe, wo shaam thi) x2 Ghabra ke Sakina, maqtal mei chali aayiTanha ab hu(n) mei, roke wo ye chillaayiBaap se jo vida, jo vida hogayi (Shaam kaisi gharibo(n) pe, wo shaam thi) x2 Zainab ne bachaaya, Sajjad ko sholo(n) seabid ko khandho(n), pe laayi khaymo(n) seDeen ki zamina, zamina hogayi Kya waqt para hai, ab dukhtar-e-zahra parHaaye ghayro(n) se, wo mangti hai chadarBe amaa(n), kis tarha, kis tarha hogayi (Shaam kaisi gharibo(n) pe, wo shaam thi) x2 Khaymo(n) ke baahir, zainab hai pehre parAbbas ki tarha, banke binte haiderSab ki wo aasra, aasra hogayi (Shaam kaisi gharibo(n) pe, wo shaam thi) x2 Karta hai Abbas dua, ta hashr rahe zindaIs saare jahaa(n) mei , maula matam ye teraYe aza har jaga, har jaga hogayi (Shaam kaisi gharibo(n) pe, wo shaam thi) x2