Umme Abiha Kaun Hai

- Arif Jaunpuri (2023)



Fatima ha..fatima ha...fatima ha..fatima Fatima ha.. Fatima ha... fatima ha..fatima   Sayyada....tahera ....marziya ..fatima Sayyada...tahera ...marziya ...fatima   Bahot si aurate tarikh me milti hai ba azmat.. Nahi hai unki wo azmat jo azmat fatima ki hai.. Fatima... Fatima... Fatima...fatima..   Fatima ke maa siwa umme abiha kaun hai Juss Nabi beti ko maa duniya me kahta kaun hai   Es liye hasnain ke khatir Nabi naka bane.. Jaan le ummat mohhamad ka nawasa kaun hai   Mustafa ki ladli beti ka kya hai martaba Malkaye jannat hai Zahra ye batata kaun hai   Fatima hai raziya aur fatima hai marziya Martaba itna bada duniya me pata kaun hai   Hai farishto ki safo me sabse afzal jibraeee Dekh lo Zahra ke ghar jhula jhulata kaun hai...   Ghasibe bage fedak se hoga mayshar me sawaal. Adna mansab ke liye yu ghar jalata kaun hai..   Qatil e Zahra pe lanat hum karege hasr tak.. Inko lanat se zamane me bachata kaun hai.   Raaz hai arif imam e asr ye batlayege Ye Sana khatune jannat ki likhata kaun hai