Baba tere ghum me

- Hassan Sadiq (2002)


Haye baba haaye haaye baba x 2

baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x1

baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2


zindan kay adhera mein x 2 mushkil mera jeena hey

baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2

Din raat mein roote hoon aur khak pay sootee hoon x2

aghoosh hey madar ki na baap ka sina hey

baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2


dafna kay sakina ko abid na kaha roo kar x2

aae khak tujhe sawn pa zehra ka nagina hey

baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2


may roo bhee nahi sakti zindan may tumhe baba x2

paa band mujhey karta ronay say kamina hey

baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2


hein kaan meray zakhmi aur neel tama choo kay x 2

zalim kay tamachoo say bay haal sakina hey

baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2


abid nay kaha roo kar zainab say phophi ama x 2

her zulm o sitm sehna is ghar ka karina hey

baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2


kartay hein ba paa matam dunya mein shahedeen ka x 2

momin kay liya irfan bakshish ka khazina hey

baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x2


zindan kay adheray mein mushkil mera jeena hey

baba tera gham may yeh bay chane sakina hey x 3