Lori suna rahi hun
- Tejani Brothers (2010)
Lori suna rahi hun (Soja meri sakina) x3 (Lori suna rahi hun, soja meri sakina) x2 1. Baba ke sine se tum jabse juda huwi hoIk raat neend ayi, beta nahi hai tumkoAb me sula rahi hun ajaa meri sakina (Lori suna rahi hun, soja meri sakina) x2 2. Mujhko yahi khabar hai dukh dard ki ho maariTumko hai sabr karna ye bhi khuda ki marziTu misle fatema ab banna meri sakina (Lori suna rahi hun, soja meri sakina) x2 3. Ayega ab na koi bhi leke taziyaneMarega na shimar ab rukhsar par tamacheHar aik saans pe na ghabra meri sakina (Lori suna rahi hun, soja meri sakina) x2 4. Kuchh din me to rihayi miljayegi sakinaZindane gham se chhutke jayege hum madinaMadar ye kar rahi hai wada meri sakina (Lori suna rahi hun, soja meri sakina) x2 5. Dekho ab aagaya hai baba ka sar ay betiUnko dikhana saare chehre ke zakhm bibiJee khol ke tu ab to rona meri sakina (Lori suna rahi hun, soja meri sakina) x2 6. Jab neend agayi thi, phir khaab aayi haayeJis mei hussain apni beti se keh rahe theAb waqt agaya hai aja meri sakina (Lori suna rahi hun, soja meri sakina) x2 7. Jab qaid me sakina ko maut agayi thiBazu hila hila ke madar ye roke boliMujhse khata huwi kya batla meri sakina (Lori suna rahi hun, soja meri sakina) x2 8. Abid larazte hathon se ik lahad banayeye kehke apni behna ko phir wahi litaayeKaise sahunga me gham tera meri sakina (Lori suna rahi hun, soja meri sakina) x2 9. Paye the jab rihayi, ehle haram tejaniBanu sisak sisak ke girkar yahi pukariKaise watan ko jaun tanha meri sakina