Ay shaam-e-gharibaan
- Tejani Brothers (2010)
Ay shaam-e-gharibaan (Shame ghariban, shame ghariban) x2 Uthta hai dhuwan, zainabChalti hai hawa, zainab Uthta hai dhhuwa(n), chalti hai hawa, aur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n) 1. Matqool huwa, haider ka pisarRoti thi zamee(n) rota tha qamarThakta tha nahi shaytaan magarPamaal huwa zahra ka jigarJaise duba suraj ka nishaa(n)Waise duba dil zainab kaAur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n) 2. Pamal huwe hai sab lashei(n)Aur khaak huwe sare khaymei(n)Abbas nahi akbar bhi nahiRoti hai sakina maqtal mei(n)Bali bhi chhini daman bhi jalaSab bibiyon ki chhinti hai ridaAur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n) 3. Hai khun ka dariya karbal mei,Sote hai bahattar maqtal meiSab bibiyan hai bechain yahanKhamosh hai bachei(n) jangal meiHota hai yateemo(n) par hamlaAur maarke haste hai(n) aadaAur dekhrahi hai karbobala Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n) 4. Ik jalte huwe khaymo me giraSalaare haram hai ghash me parraJal jaye yahan ya ban me chaleBatlado hamme mere maulaZainab ki pareshani hai yahiBeparda hai kunba ahmed kaAur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n) 5. Pehre pe hai ab zainab tanhaHathon me liye tutta nezaAbase harram banna hai usseHai asma(n) ab uska pardaBachhon ko sambhale ya khud koKoyi na sahara hai uskaAur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n) 6. Kehti hai ye asgher ki madarArman mere hai khun mei tarMaqtal se na aaya phir wapasCheh maah ka mera noore nazarPani na muyassar usko huwaGarden pe wo teere sitam khayaAur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n) 7. Masum sakina roti huwiGhabra ke yun maqtal me aayiChillayi ke ay mere babaKis haal me hai beti ye teriKhati hun tamache chehre parPaas apne bulalo ay babaAur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n) 8. Pichhe bachi ban me aakarKya dekhti hai binte haiderAaram se soti hai bachhiIk besar laash ke sine parHai charo taraf khu(n) ka daryaSunsaan hai jungal ye saraaAur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n) 9. Us laash tejani kit hi sadaSunlo to zara meri behnaIslam bachana hai tumkoAur saath hai har mushkil sehnaTum dekh chuki ho jang meridekhunga mei ab sabr teraAur dekh rahi hai karbobala Ay shame ghariba(n), wawayla, ay shame ghariba(n)