Maula Hussain Ibne Ali kehte hain
- Nadeem Sarwar (2026)
Salaam Imam Salaam Imam Salam
Maula Ya Hussain Hussain Maula
Ya Hussain Hussain Maula
Ya Hussain Hussain Maula
Ya Hussain Hussain Maula
Ya Hussain Hussain
Jisne Khuda ke liye ghar baar lutaya
Ya Hussain Hussain
Maula Ya Hussain Hussain
Maula Ya Hussain Hussain
Jisne Khuda ke liye ghar baar lutaya
Jisne sina par humein Quran sunaya
Ha kis ne humein mar ke bhi jeena hai sikhaya
Aise sardar ko, Shah-e-Abrar ko
Aise sardar ko, Shah-e-Abrar ko
Sardar ko, Shah-e-Abrar ko
Maula Hussain Ibne Ali kehte hain
Maula Hussain Ibne Ali kehte hain
Aise Sardar ko, Shah-e-Abrar ko
Maula Hussain Ibne Ali kehte hain
Maula Hussain Ibne Ali kehte hain
Woh mera rahnuma, mera aaqa bhi wahi
Jiska nana hai Nabi baap Waliyon ka Wali
Fatima jiski hai maa Bhai jaisa na koi - 2
Bhai jaisa na koi
Aise Sultan ko Us nigehbaan ko - 2
Maula Hussain Ibne Ali kehte hain
Maula Hussain Ibne Ali kehte hain
Maula Jagah jagah hai goonjta
Maula hi Maula
Ya Hussain Maula
Saare sardar jise apna sardar kahein
Saare masoom jise apna didaar kahein
Aur hum jaise jise Rab ka shahkaar kahein - 2
Rab ka shahkaar kahein
Aise sardar ko Shah-e-Abrar ko - 2
Maula Hussain Ibne Ali kehte hain
Maula Hussain Ibne Ali kehte hain
Sayyadi Sayyadi Sayyadi Sayyadi
Mustafavi Hashmiyon jaan-e-Nabi
Sayyidi Mustafavi Hashmiyo jaan-e-Nabi
Kooshta-e-teghe jafa haaye Hussain Ibne Ali
Hussain Hussain Hussain Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain
Hussain Hussain
Mazloom-e-Karbala
Mazloom-e-Karbala Hussain
Hussain Hussain Hussain Hussain
Ya Hussain
Jab azaakhana saja
Jab azaakhana saja Aur unhein yaad kiya
Aa gaye ghar mein mere Dil mera shaad kiya
Ek beghar ne mere ghar ko aabaad kiya - 2
Ghar ko aabaad kiya
Aise mehmaan ko Shah-e-Zeeshaan ko - 2
Maula Hussain Ibne Ali kehte hain
Maula Hussain Ibne Ali kehte hain
Maula Jagah jagah hai goonjta
Maula hi Maula Ya Hussain
Marzi-e-Rab thi yahi
Chhod de apna watan
Woh ghareeb-ul-watani
Aur ujadta woh chaman
Woh Shahanshah-e-Zaman Aur paamaal badan - 2
Aur paamaal badan
Aise mazloom ko Aise masoom ko - 2
Maula Hussain Ibne Ali kehte hain
Maula Hussain Ibne Ali kehte hain
Haan jo keh diya Maula ne
Woh karke dikhaya hai
Qurbaan hue lekin
Waade ko nibhaya hai
Aey sheh ke azaadaro
Aa jao karo maatam
Ek bibi ke rone ki
Aati hai sada hardam
Ghar luta diya
Sar kata diya
Khoon Baha diya
Deen bacha liya
Be-kafan raha
Laash na utha
Pyasa bhi raha
Ghar ujad gaya
Ghar ujad gaya
Deen bacha diya - 3