Zuljanah ay zuljanah
- Irfan Haider (2002)
Ay Zuljana Ay Zuljana
Rahawari ke sumo se lipat kar. Karti thi bain Bali Sakina.
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Ran me na baba ko lay ke jaa
Kya tuje maloom nahi dasht hai kaisa jo bhi gaya hai wo palat kar nahi ayaAb man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Meine watan tashna dahan or ye mazalim aise bure wakt me tujpe he ye lazimAb man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Ek kadam tune barhaya jo yahan se bali sakina bhi guzar jayengi jaa se Ab man le kehna baba kona layjaKehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Dekh tere peiro se lipti hai sakina Dur agar mujse huwe shah e madinaAb man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Kitne naye zakhm muje denge sitamgaar baap ka saya jo utha aspe wafa darAb man le kehna baba kona layja Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Dekh zara koyi mere paas nahi hai tujko yatimi ka bhi ehsas nahi hai.Ab man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Muj se bichar jayenga jab baap ka sina Khakh pe soyengi bhala kaise sakinaAb man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Darde judayi bhi sahan tashna labi bhi mai tera ehsan na bhoolungi khabhi bhiAb man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Mai mera tan tashna dahan aur ye mazalim. Aise bure wakht me tujpe hai ye lazimAb man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljana)x2
Ek kadam tune barhaya jo yahan se bali sakina bhi guzar jayengi jaa seAb man le kehna baba kona layja
Kehti hai Sakina
(Ay Zuljana Ay Zuljanah) x2