Purta shaah baba
- Nadeem Sarwar (2006)
Purta shaah baba
(Alvida baba alvida baba) x2
(Gham zada karwandai porta shah baba) x2
(Shamta rawan dai porta shah baba) x2
(Shamta rawan dai porta shah baba) x2
(Rukta pareshanyama) x2 porta shaah babaSakina nazanda porta shaah baba
Gham zada karwandai porta shah baba
Shamta rawan dai porta shah baba
(Bain Sakina ka tha alvida baba) x2Haay shaheed-e-jafa alvida baba
Gham zada karwandai porta shah baba
Shamta rawan dai porta shah baba
Gyaarah Muharram huwi dasht-e-bala meiAur izafa huwa zulm-o-jafa mei
Koi bhi bibi nahi ab to rida mei
Haay hussaina ka hai shor fiza mei
Sakht pareshanyama porta shaah baba
Sakina nazanda porta shaah baba
Gham zada karwandai porta shah baba
Shamta rawan dai porta shah baba
Zakhmi badan bekafan pyaase musafirTashna dahan be watan pyaase musafir
Sayyad-o-shaah-e-zaman pyaase musafir
Dasht mei pamaal tan pyaase musafir
Sakht pareshanyama porta shaah baba
Sakina nazanda porta shaah baba
Gham zada karwandai porta shah baba
Shamta rawan dai porta shah baba
Kushta-e-zakhmi jigar wo gul-e-lailaKhaak basar khaak par wo gul-e-laila
Aap ka noor-e-nazar wo gul-e-laila
Khoordo sina dar jigar wo gul-e-laila
Sakht pareshanyama porta shaah baba
Shamta rawan dai porta shah baba
Gham zada karwandai porta shah baba
Shamta rawan dai porta shah baba
Kushtan-e-sad chaak ra qaasim-e-kamsinKushtan-e-asfa kuja qasim-e-kamsin
Tukre badan be khata qasim-e-kamsin
Kushta-e-raah-e-khuda qasim-e-kamsin
Sakht pareshanyama porta shaah baba
Sakina nazanda porta shaah baba
Gham zada karwandai porta shah baba
Shamta rawan dai porta shah baba
Asghar-e-man be zabaan kushta-e-paikaanBaba tere saath hai barsar-e-maidan
Jaan-o-dil-e-maa(n) fida shaah-e-shaheedan
Mei to chali dekhiye jaanib-e-zindaan
Sakht pareshanyama porta shaah baba
Sakina nazanda porta shaah baba
Gham zada karwandai porta shah baba
Shamta rawan dai porta shah baba
Bali Sakina ki jaan alvida babaShaam chala karwaan alvida baba
Chain mujhe ab kahan alvida baba
Karti rahungi fughaan alvida baba
Sakht pareshanyama porta shaah baba
Sakina nazanda porta shaah baba
Gham zada karwandai porta shah baba
Shamta rawan dai porta shah baba
(Hafiz-o-nasir khuda ay bin-e-zehra) x2Jaati hai is dasht se bali Sakina
"Sarwar-o-Rehan" tha bachi ka nawha
Kushta-e-tegh-e-jafa alvida baba
Sakht pareshanyama porta shaah baba
Sakina nazanda porta shaah baba
Gham zada karwandai porta shah baba
Shamta rawan dai porta shah baba