Ya sayyadi ya abbas
- Miscellaneous (2014)
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
1 Kahte hai rokar gulam
Lijiye aaka salaam
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
2 Tashna labo tashna kaam
Sabro wafa ke imam
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
3 Behre wafa jaan diye
Hogayi zinda wafa
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
4 Kyo na ho bache udaas
Toot gayi sabki aas
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
5 Kaon hai dharas bandaye
Aake Sakina ke paas
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
6 Khoon me doobe hue
Mashko Alam aa gaye
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
7 Bacho ke dil buj gaye
Phool se murjha gaye
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
8 Pyase hi mar jaaege
Pyaas bujhayega kawn
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
9 Hatho se thame kamar
Ran me khade hai Hussain
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
10 Ro Ro kar Saidaniya
Khaime me karti hai bain
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
11 Mashko Alam ke liye
Dil ka lahoo beh gaya
Ya Sayyadi Ya Abbas
Abulfazlil Abbaz
12 Shamme wafa bujh gayi
Naame wafa rah gaya
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
13 Teero sitam kha chuke
Asgar-e-besheer bhi
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
14 Behre Khuda aayiye
Jaate hai Shabbir bhi
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
15 Mashko Alam zindabad
Zikre wafa zindabad
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
16 Mashko Alam se Riyaz
Aati hai Gazi ki yaad
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz
Ya Sayyadi Ya Abbas
Ya Abulfazlil Abbaz