Pyaare nabi ki
- Nadeem Sarwar (2007)
Pyaare nabi ki
(Shaam ko qaidi ban ke chali hai) x3
Pyaare nabi ki pyaari nawaasi
Shaam ko qaidi ban ke chali he
Sabr ki malka zehra ki pyaari
Shaam ko qaidi ban ke chali he
(Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai) x2
(Dekh rahi he koi to aaye, shaana pakar kar kaash bithaaye) x2Na he sawaari na he amaari, Shaam ko qaidi ban ke chali he
(Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai) x2
(Bhaai bhateeje bhaanje bete, Saath watan se aayi thi lekar) x2Haaye muqaddar aaj akeli, Shaam ko qaidi ban ke chali he
(Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai) x2
(Beton ko sadqa bhaai pe karke, jisne kiye the shukr ke sajda) x2Chhor ke tanha laash ko uski, Shaam ko qaidi ban ke chali he
(Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai) x2
(Jiski kaneezein nikle na baahar, balwe mein laaye usko sitamgar) x2Haaye ye ghurbat binte ali ki, Shaam ko qaidi ban ke chali he
(Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai) x2
(Kitne hi qaidi jitney churaye, aaj woh bibi sar ko jhukaaye) x2Eik rida ki ban ke sawali, Shaam ko qaidi ban ke chali he
(Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai) x2
(Socho woh manzar "sarwar-o-rehan", bhaai ho jiska waarise quran) x2Kaise woh bibi ashk bahaati, Shaam ko qaidi ban ke chali he
(Pyaare nabi ki pyaari nawasi, Shaam ko qaidi ban ke chali hai) x2