Woh Kya Fatmi Hai Woh Kya Matmi Hai
- Zakir Kamran Abass (2019)
Woh kya fatmi hai Woh kya matmi hai
Jo mowla Ali ke willah chodta hai
Nahi baat mari hadisay nabvi hai
Ali ko faqat bay haya chodta hai
Ali iss zamanay mai kitna bada hai
Mezaje sahi fatima ka khuda hai
Ali ke zaroorat khuda ko padi hai
Tu kis mu say abday khuda codta hai
Bugaz mai khuda say madat maagtay hoo
Tum mujrim ho wahadat kya ghar jaaktay ho
Madat jo ali say nahi maagta hai
Usay bay sahara khuda chodta hai
Walayat adurhi sharafat adurhi
Ali kay bina hai ibadat adurhi
Abhi maag lo tu walayat say maafi
Ali tooba ka ghar khula chodta hai