Abbas Alamdaar

- Shahid Baltistani (2012)


sallalaho alaika ya maula ya abul fazl al abbasadrikna be haqqal hussain alaihis salam
un girya-e mohabbat har dam ba shahe abbaskarde ast huro ghilmaan maatam baraaye abbaskehti hai wafaadari wirsa hai alamdaaribedast hai phir bhi hai alambaar alamdaar
abbas alamdaar abbas alamdaarsakhi abbas alamdaar abbas alamdaar
saqqa-e sakina hai mashkiza bataata haibhatke huwe logon ko manzil se milata haimaatam ke juluson me aage nazar aata haihai tera alam qaafela saalaar alamdaar
abbas alamdaar abbas alamdaar sakhi abbas alamdaar abbas alamdaar 
abbas ye tujhse hai izhaare wafaadaripaani ki sabilen ye majlis ye azaadaaritere kate shaanon ka sadqa hai mere ghaazinaukar hai tere saare azaadaar alamdaar
abbas alamdaar abbas alamdaar sakhi abbas alamdaar abbas alamdaar 
ye kaisi qayaamat hai aulaade payambar parbeghor o kafan laashe saidaniyaan be chaadarhar bibi ye kehti hai dekho to zara aakarjaate hai haram shaam ke baazaar alamdaar
abbas alamdaar abbas alamdaar  sakhi abbas alamdaar abbas alamdaar  
abbas ka girna tha jalti  huwi reti parsarwar ki kamar tuti zainab ki giri chaadarlaashe pe nabi zaadi deti thi sada rokarmaara gaya pyason ka madadgaar alamdaar
abbas alamdaar abbas alamdaar sakhi abbas alamdaar abbas alamdaar 
yaawar ye haqiqat hai masoom bataate hainmaula ki ziyaarat ko jo qaafele aate hainjab karbobala ke wo nazdik pahonchte hainlene ke liye aate hain har baar alamdaar
abbas alamdaar abbas alamdaar sakhi abbas alamdaar abbas alamdaar