Ya zahra
- Shahid Baltistani (2003)
Ya zahra
(Fatema Zahra) x4
Warke matam sha, Aalam-e-waala, meera vad maula, sarwar-e-zahra (ahu wawayla) x2
(Ya zahra) x6
Ay meri bibitere dar pe istighaasa hai
tera mamnoon, meri shehzaadi ye jahaa(n) sara hai
(Ya zahra) x4
Tere baba ki jo wasiyyat haiUspe ummat ko kyu(n) shikayat hai
Aur tehreer jo huwi tukre
Wo ibaraat, teri muhabbat hai
(Ya zahra) x4
Ay meri bibiKhatm tumpe hi ibadat hai
Mere sajdo(n) ko teri ulfat ka hi sahara hai
(Ya zahra) x4
Tere bacho(n) se jisko pyaar nahiWo tere gham ka talabgaar nahi
Kheyl samjhe na wo tere gham ko
Ye ibadat hai karobaar nahi
(Ya zahra) x4
Ay meri bibiYe khulus hai darvaisho(n) ka
Jinki tasbeeh, tere bacho(n) ka gham manana hai
(Ya zahra) x4
Waqt-e-akhir hai bas mera bibiAnginat hai, mere gunaah bibi
Waasta tujhko tere bacho(n) ka
Bakhshwana mere gunaah bibi
(Ya zahra) x4
Ay meri bibiLab pe ye, dua hamari hai
Arsh mei bhi, bapa ho matam ye dil pukara hai
(Ya zahra) x4