Ghodo se Pamal hua

- Safdar Abbas (2014)


Phool se nazuk wo badan haay wo ibne hasanghodo se pamaal hua barsare karbobala..(2)
mere qasim ka badan ghodo se pamaal huaae khuda wa waila..(2)bain farwa ne kiye roke sare dashte balaae khuda wawaila..(2)
para para hai badan dasht me bikhra huamere bache pe hui haay kesi ye jafakoi kya jane bhala tukde hua dil meramere allah kaha jau mai ab tu hi bataae khuda wawaila..(2)
dile madar hai bhala sabr aae kyu karsue maqtal hai meri jab bhi padti hai nazarmere ankho se tapakta hai mera khoone jigarhaay kya haal hua hoga mere bache kaae khuda wawaila..(2)
dasht me loota gaya haay zahra ka chamanran me pamaal hua bekhata ibne hasanpara para hua haay mere masoom ka tanmai dare khaima pe karti rahi faryado bukaae khuda wawaila..(2)
dasht me bikhre hue the badan ke aazadhundhne maqtal me jab chale shahe hudadekhi bhai ki nishani to jigar chalni huaek ek tukde pe sheh ne kiya rokar nauhaae khuda wawaila..(2)
shaah karte the ye bain ae mere noore ainde bas ek baar sada ae mere dil ke chaynteri awaaz pe dhundhega teri laash husainhar qadam pe kiya shabbir ne yehi giryaae khuda wawaila..(2)
ae mere laal bata kya kare teri maanoor aankho ka gaya tujhko dhundhu mai kahaaake ek baar gale lagja mere tashna dahaasurate ibne hasan dekhlu ek baar zaraae khuda wawaila..(2)
dile madar hai bhala kese paega sukukha gaya ghum ye mujhe mai bhala kese jiyuye muqaddar me likha hai mai sada roti rahusabr mujhko tu ata karde bahaqqe zahraae khuda wawaila..(2)
haay safdar ye kiya maa ne rokar nauhakese likhu mai bhala thi qayamat barpalaaye jab laash ke tukdo ko shahe karbobaladasht me goonj uthi madare qasim ki sadaae khuda wawaila..(2)
mere qasim ka badan ghodo se pamaal huaae khuda wa waila..(2)