Kafela ik me laya tha, Kafela ik layja Zainab
- Nadeem Sarwar (1998)
Kafela ik me laya tha, Kafela ik layja Zainab
Ay Zainab meri behna (x4)
Kafela ik me laya tha kafela ik layja Zainab (x2)
- Raast-e mushkil he to kya (x2) Naade Ali dohra zainab
Kafela ik me laya tha kafela ik layja Zainab (x2)
- Meri dua hai sath tere. Gham na kar jo haat-e bandhe.
Saath-e mera that karbal tak. Jaana he ab-e shaam-e tuje.
Ayk wazifa ho tera (x2) Naade Ali dohra zainab
Kafela ik me laya tha kafela ik layja Zainab (x2)
- Leke alam tu gazi ka. Aaj-e se khud gazi banja.
Tu bhi ali ki beti hai. Zakhmo se gabhran-e kya.
Rukh na sake paygham-e mera (x2) Naade Ali dohra zainab
Kafela ik me laya tha kafela ik layja Zainab (x2)
- Ansu ponch-e le daman se. aaj-e guzar jaa makhtal se.
meri bahan he tu zainab. Sabr-e ki manzil te karle.
Lakh-e mukhalif-e ho ye hawaa (x2) Naade Ali dohra zainab
Kafela ik me laya tha kafela ik layja Zainab (x2)
- Bali Sakina jab-e roye. Mera bina jab-e na soye.
Us ko tasali tum dena. Ponchenga aram-e muje.
Sunle mere dilki ye sadaa (x2) Naade Ali dohra zainab
Kafela ik me laya tha kafela ik layja Zainab (x2)