Hussain Tashna Lab
- Syed Raza Hussain (2022)
Hussain(a.s)-Tashna Lab - hay Gazab-ka Sama.
Hai dur shay. watanse,.bichra hai Gul Chamanse.
Keya wagt ye para, dushman laha huwa,
Shay keya kare vala.-2
Ye hai Karbala, Jafaa pe jafa,
Haram sath hai, Bahan batiya,
Layen chaar su, mile gi Ama.
keya baday ab Qaza,
Ye dashte bayaba hai, ik hashr ka sama hai.
Zaynab(s.a) ne Ye kaha, Ay mere Bhai jaa,
Aye hai Hum kaha:-2
MahekAati hai, Mujhay chaar su
Fiza-o-me hai,. Lahu ki hi Bu.
Dharak ta hai Dil, Nahi hai Suku.
Ye kaysi hai Bala,
Ummat ki be Rukhi hai, Sadaat sub Dukhi hai.
Ehsaanay Mustafa(a.s), sub ne bhula diya,
Kay sa Silah diya.-2
Bula ke Mehma, Le aye hai kaha,
Na Taogiro Adab, Nabi ke Aal ka,
Ye Qalma, goyo ne.Jafa pe ki jafa.
Na Pani vi spana.
Arshay bari hai Larza, hai shoray Giriya barpa
Bachchay hai jaa-ba-lab, Sukhay Hay sub ke lab,
Hai peyas ke sabab.-2
Hai Tin din say, na pani mil saka,
Han jalti reat hai, Hai Gurm andhiya,
Hai Dhup tez aur, Bala ki sakhtiya.
Roti hai Al gama:
Agivaar Jaabaja hai, becahyn galb:-O- laa hai.
Marne ka dar nahi, me huN imam-e-Di,
Bus figr hai yahi.-2
Bachay. Bi kis tarha, saro se ab Rida,
May leke aya huN, Batul Zadiya,
Layi hai sang dil, beshar-o-behaya.
Keya hoga ab Khuda.
AgiyaarJaabaja hai, becahyn qalb-o-Jaahai.
Marne ka dar nahi, me huN imam-e-Di,
Bus figr hai yahi.-2
Bachay.gi kis tarha, saro se ab Rida,
May leke aya huN, Batul Zadiya,
Layi hai sang dil, beshar-o-behaya.
Keya hoga ab Khuda.
Saiyad hai peyasa kahkar, Rota hai Dil tarapkar,
Kahta hai ye Raza, ay Di'n ke Badsha,
Jaa'n Tujh pe ho Fida.-2
Hai Ankhay dono Nam, Gazab ka hai ye Gham,
Na abo-Dana hai, Ye kay sa hai Sitam,
Ye likh ke Rota hai, Tarap ke ab Qalam.
Azam hai Neemjaa.