Akbar ki judayi

- Shabbir and Abbas Tejani (2006)


Akbar ki judayi

(Haye sughra, haaye sughra) x3

(Akbar ki judayi me na jee payegi sughra) x2

  1. (Tanhayi me roro ke) x2 marjayegi sughra
  2. (Akbar ki judayi me na jee payegi sughra) x2

  3. (Akbar ko tasawwur me, dulha bhi banayengi) x2
  4. (hum joliyo(n) ko sehra) x2 dikhlayegi sughra

    (Akbar ki judayi me na jee payegi sughra) x2

  5. (dekhengi kisi bhayi, behen ki jo muhabbat) x2
  6. (akbar ke liye us pal) x2 tarap jaayegi sughra

    (Akbar ki judayi me na jee payegi sughra) x2

  7. (dukh dard ki mari hai, baba ki bhi pyaari hai) x2
  8. (zulmat ke andhero(n) me) x2 bikharjayegi sughra

    (Akbar ki judayi me na jee payegi sughra) x2

    (Akbar ki judayi me na jee payegi sughra) x2

  9. (Daadi ki lahad jaaye, kabhi nana ke roze) x2
  10. (tanha hai akeli hai) x2 kaha(n) jayegi sughra

    (Akbar ki judayi me na jee payegi sughra) x2

  11. (Beemar agar sunle, akbar ke laga neza) x2
  12. (marjayengi ye kaise) x2 sun payegi sughra

    (Akbar ki judayi me na jee payegi sughra) x2

  13. (ay rab-e-jahaa(n) usko, itna to bataade) x2
  14. (akbar se na jite ji) x2 mil payegi sughra

    (Akbar ki judayi me na jee payegi sughra) x2

  15. (is aas pa zinda hai, ayega ali akbar) x2
  16. (qadmo(n) ke nisha(n) kaise) x2 mitta payegi sughra

  17. (Hujra ali akbar ka, sughra ko rulaata hai) x2
  18. (veeran hai ghar saara) x2 na reh payegi sughra

    (Akbar ki judayi me na jee payegi sughra) x2

  19. (kabhi raho(n) ko takti hai, kabhi hatho(n) ko dekhe) x2
  20. (in hatho(n) me kya mehndi) x2 laga payegi sughra

    (Akbar ki judayi me na jee payegi sughra) x2

  21. (is tarha bahan koyi, juda ho na akhi se) x2

("yawar" ye dua mango) x2 rung layegi sughra