Ay ibne Zahra
- Shabbir and Abbas Tejani (2010)
Ay ibne Zahra
La illaha illalah, Laillaha Illalah
Muhammadur rasuloolah
Aliyun waliyullah
Wasiyo rasullallah
Shah ast hussain, Badshah ast hussain, Deen ast hussain, Deen panah ast hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
1. Teri bahan ye dekhti thi tile par
Tera badan tha teer ke mussale par
Gale pe ahista chhuri chalata tha
Sawaar zalim hoke tere sine par
Kullun qatrah, min dammik mawla, Hussain
dhakara allahu, al-ladhi awla, Hussain
nadhara al-baari, ilayk wa qaala, Hussain
al-deenu yuqtalu, law la dimaaka, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
2. Laraz rahi thi reyt, andhera tha wo sama(n)
Jab aapke tan se nikal rahi thi jaa(n)
Har aik lasha dasht mei tarapta tha
Ab awo godi me jo kehrahi thi maa(n)
Heenama qata-aa, al-sayfu nahra, Hussain
Zalzala al-aalam, ala musaaba, Hussain
Tabki az-zahra, bi qurbi jismi, Hussain
Damman matarat, wa radu fi al-samaa, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
3. Tere bahattar me, har ik mujahid tha
Maidan se koyi, na lot ke aya
Habib tha asghar, wo nawjawan tera
Tu apne kandhe par, uthaya har lasha
Wa dammu al-asghar, mala-aa wajha, Hussain
Mala-aa yaduhu, wa rama fi al-samaa, Hussain
Jismuka nahrun, min al-dimaai, Hussain
Saabirun anta, ala musabika, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
4. Mashko alam leke, chala tera abbas
Kaha sakina se bujjegi teri pyaas
Jo teer kuze ko laga to phir wapas
Chala tha dariya ki taraf haram ki aas
Jita li Abbas, li tara ghammih, Hussain
kaana hunaak, sehman bi aynih, Hussain
kasara qalbik, idha ra aytah, Hussain
wa dharaayhi fusila an jismih, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
5. Tha imteha(n) allah wo baap par kaisa,
Jawan bte ki jo laash par pohncha
Tarap rahi thi lash jab pidar kehncha
Pisar ke sine se, tutta huwa neza
Dakhala al-rumhu, fuaad al-akbar, Hussain
Shibluka anta, ya shiblu Haider, Hussain
Raqadha nahwahu mutaathir, Hussain
Al-rumhu dakhala, wa takassar, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
6. wo laal zainab ke, riza-e sheh payei(n)
Ali o jaffar banke dasht me aayei(n)
Ye kehte the hum Aun aur Muhammad hai(n)
Teri qaza ko saath mei hai ham laayei(n)
Al-akhwayni, aun wa Muhammad, Hussain
Ibnaani zainab, ahfaadu ahmed, Hussain
Wa in qutilu, ala yadi al-shar, Hussain
Wa asbaha al-taffu lahuma marqad, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
7. Beparda jab darbaare sham me aayi,
bibi khare hokar jaha(n) ko batlayi
Suno zara me fatema ki beti hu(n)
Yazid se dee(n) ko bacha ke wo layi
Ya akhu al-zainab, Undhur ilayha, Hussain
Hunaak salaasil, bayna yadayha, Hussain
Ibnat az-zahra, innaha fi al-shaam, Hussain
Wal huuzn zayyid, musaab alayha, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
8. Jo din me hai suraj, ye arsh pe tare
Jinnat aur insaan aur malak saare
Jo is jahaa(n) me hai, jo us jahaa(n) me hai
Kaha banakar rab, ye sab hai tumhare
saahib ul-kawthar, min maai mahroom, Hussain
maalik ul-jannah, lakinnah madhloom, Hussain
yaseer al-amri yazeed mahkoom, Hussain
yardoon yateehum ghasabi mahdhoom, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
9. Teri har ik qurabni ka ye sadqa hai
Jo aurato(n) ke sar pe aaj parda hai
Jo hai azaa(n) me la illaha illalah
Jo aaj quraa(n) hai, jo aaj Kaba hai
bitta muntasiran, ala yazeedi, Hussain
Kullu tahteetih, minkum baeedi, Hussain
kullun Qatrah, min dammik mawla, Hussain
Rasam at-tareequk, ilaa al-azeezi, Hussain
La illaha illalah, Laillaha Illalah
Muhammadur rasuloolah
Aliyun waliyullah
Wasiyo rasullallah
Ay ibne zahra
10. Tumhe na bhulege humara wada hai
Jabse tejani is jahan me zinda hai
yahi humari zindagi ka maqsad hai
lahu me tera naam har aan behta hai
indak salaami, quran al-thani, Hussain
Nahnu fidaka, yaqool tejani, Hussain
Majnoonu hubbak allimni maula, Hussain
munqadh lana ant, hadha imaani, Hussain
(Ay ibne Zahra, dil murtuza ka, hussain,
Ay ibne zahra