Shaban Ka Mahina
- Ahmed Raza Nasiri (2022)
Imaan Ka Irfan Ye Irfan Muazzam
Yani Shaoor Deen Hai Shaban Muazzam
Har Saal Kayi Aadmi Jaate Hai Karbala
Har Saal Kayi Bante Hai Insaan Muazzam
Shaban Ka Mahina , Shaban Ka Mahina
Imaan Ka Mahina, Shaban Ka Mahina
Labbaik Ya Hussain Ki(2) Elaan Ka Mahina
1. Har Maah Ke Liye Hai Ye Maah E Sarfarazi,
Shabbir Aur Zainab, Aaye Hai Isme Ghazi,
Quran Par Hai Yani(2) Quran Ka Mahina
2. Ab Mustafa Kahenge Mujhse Hussain Hai Ye,
Aur Mai Hussain Se Hu Ailaan Mera Suniye,
Hai Daste Sayeda Ke(2) Palaan Ka Mahina
3. Akbar Ke Noor Ki Ye Tanzeel Ka Mahina,
Hai Noor E Mustafa Ki Tamseel Ka Mahina,
Yani Har Ek Jawan Ki(2) Pehchan Ka Mahina
4. Is Maah Sab Hussaini Jannat Mei Jaa Rahe Hai,
Sab Karbala Ke Zaair Naare Laga Rahe Hai,
Ye Hai Yazidiyat Ke(2) Nuksaan Ka Mahina
5. Saare Munafiqo Ki Hogi Zabaan Bandi,
Sab Kaazibo Ki Hogi Ab To Bayan Bandi,
Ye Hai Sahi Sahabi(2) Salman Ka Mahina
6. Jashn E Hussainiat Hai Har Surkhuru Watan Mei,
Sham O Iraq Mei Aur Lebanon Mei Yemen Mei,
Sehoniyat Pe Bhari(2) Iran Ka Mahina
7. Daawe Daleel Saare Raddi Mei Daalne Hai,
Bas Al Ajal Mei YASIR lamhe Guzarne Hai,
Hai Barhwein Khudayi(2) Burhan Ka Mahina
Shaban….
Shaban….
Shaban….