Aqa Aa Jaiye

- Shahid Ali Abbas (2020)



Aqa Aa Jaiye
Mola Ajaiye

Muntazir Aj Sara Jahan Hai
Aap Aa Jaiye

Janasheen O Nabi
Janasheen O Nabi

Aphe Ka Ye Arz O Sama Hai
Aap A Jaiye

Kaaba Bhi Tera Yhu Weeran Hai
Umat Bhi Sari Pareshan Hai(2x)

Aphe Ayenga
Aphe Ayenga

To Base Ga Ye Sara Jahan Hai
Aaqa Aa Jaiye

Mola Ye Tere Jo Hubdar Hain
Mushkil Me Sare Giraftar Hain (2x)

Askari Ke Samar
Askari Ke Samar

Sarnagu Aaj Sara Jahan Hay
Aaqa A Jaiye

Mana Ke Hum Sab Gunahgaar Hain
Muafi Ke Mola Sab Talqbgaar Hain (2x)

Hum Tere Matami
Hum Tere Matami


Har Azadar Noha Kunah Hain
Aaqa Aa Jaiye

Mehdi Ko Bhejain Ae Rab e Jali
Abad Kaaba Ko Dekhein Aqee (2x)

Turbat e Fatima
Turbat e Fatima

Ne Pukara As Sahub Uz Zaman Hain
Aaqa Aa Jaiye

Janasheen e Nabi
Janasheen e Nabi

Aphe Ka Ye Arz O Sama Hai
Aaqa Aa Jaiye Aa Jaiye