Karbal mein luta hai Mohammad ka nawasa
- Syed ali asghar abbas nasir (2019)
Kerbal ma luta hai, Muhammad s.a.w.w ka Nawasa
Muhammad s.a.w.w ki beti bhi yahan roti rahi hai
Ali e Murtaza bhi yahan rotay rahy haun
Rota he raha yan peh Muhammad s.a.w.w ka nawasa
Kerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa
Kaho na musalmano tum isay jung e iqtadar
Karo na musalmano Muhammad s.a.w.w ko tum naraz
Ghar ko luta gea hai, Muhammad s.a.w.w ka nawasa
Kerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa
Akbar a.s k chalay janay say, Binaaiii gae hai
Abbas k janay say , qamar toot gae hai
Tanha reh gea hai , Muhammad s.a.w.w ka nawasa
Kerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa
Ik baiti madinay ma, rah daiiikh rahi hai
Ik baiti kahimon say, yeh daiiiikh rahi hai
Laieno nay ghaira hai, Muhammad s.a.w.w ka nawasa
Kerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa
Roshan kiya diya, Hussain ibn e Ali a.s nay
Chalay thay jisko, yazeediii bujhanay
Isko chala gea hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa
Kerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa
Nasir to manai ga, ghumeee shabir
Jism peh chalae ga,her hussssaini Zanjeer
Rota he raha jis peh, Muhammad s.a.w.w ka gharana
Kerbal ma luta hai Muhammad s.a.w.w ka nawasa