Aao tareekh sunau mai shabe hijrat ki

- Mir Hasan Mir (2018)


ALI MAULA.. (8)ALI ALI ALI ALI MAULA..(2)Aao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki..(3)Kis tarha saaye mein..(2)Talwaro'n ke soye the ALIAao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki..(2)
1) Tegh ki chaao'n me sona koi aasaan nahiKulle imaa'n hai ALI (aam musalmaan nahi)..(2)Dusra hota to..(2), bedaar nahi hota kabhi
Aao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki - 2
2) Chand se ye ABUTALIB ka qamar kehta thaAajki raat ibadat ka hai andaaz nayaAaj ALLAH se..(2), sote hue batein hongi
Aao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki -2
3) Bas yahi soch ke hamla nahi kar paate theSaare kuffar (isharo'n me yahi kehte the)..(2)Hai NABI soye hue..(2), jaaga hua hoga ALI
Aao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki -2
4) Yehi siddeeq hai aur yehi amee'n hai logo'nKitna HAIDER pe bharosa hai NABI ko dekhoFATEMA sa jaisi..(2), amaanat bhi ALI ko dedi
Aao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki - 2
5) Har jagah aake farishto'n ne kiya hai apnaSo gaya bistar e AHMED pe AMEER E KAABAAaj kaabe ki tarha odh k kaali kamli
Aao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki -2
6) Banke soyenge ALI aaj NABI hairat kyaWaqeya yaad karo sheb e ABITALIB kaInke bistar pe to..(2), sone k ALI hai aadi
Aao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki -2
7) Aayatein karti hai aaj bhi ailan ALIShab e bedari teri (neend pe qurban ALI)..(2)Tere sone se hui..(2), deen e KHUDA ki chandi
Aao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki - 2
8) Mir Sajjad wo jab subha Madine ko chalaRasta rokta aakar jo mere MOLA kaSaare Makke me na..(2), tha itna bahadur koi
Aao tareekh sunaun mai shab e hijrat ki - 2ALI MAULA..(4)ALI ALI ALI ALI MAULA....