Yeh roke kehti thi sughra
- Ghazi Abbas (2018)
Ye rooke kheti thi sugra kaab aaooge bhaiya (1)
Na jee sakoon gi tumhare bagair Mai tanha
Ye rooke kheti thi sugra kaab aaooge bhaiya (2)
1) lehad PA nana ke rooti thi
Aahen bharti this unne hi ka waaseta dekhar Dua aye karti thi
Dikhado chehra mujh phir see aake aye bhaiya
Ye rooke kehti this sugra kaab aaooge bhaiya (2)
2) mazare fatema zehra pa aapna sar rakkar
Utha ke haato ko kehti this khaliqe Akber
Kiss behen see baradar na is tarha ho juda
Ye rooke kheti thi sugra kaab aaooge bhaiya (2)
3) kabhi Mai aankho ko karti Hoon band aye bhaiya
Dekhaie details Hai manzer tumhari Shaadi ka
Tumhare sar Pai Nazar aata Hai haseen sehra
Ye rooke kheti thi sugra kaab aaooge bhaiya (2)
4) kiss ke bihaaha ki Jo sunti Hoon khabar bhaiya
Tadap ke kheti Hoon be faaq Tha Mai ye fikhra
Na jaane kaab Mai banaoogi Bhai ko dhula
Ye rooke kehti thi sugra kaab aaooge bhaiya (2)
5) wo waqt aagaya goonji aazan Bhai ki
Behen ke kaano see aawaz aake takraie
Kahan bichake musalla ab aagaye
bhaiya
Ye rooke kheti thi sugra kaab aaooge bhaiya (2)
6) Nazar bayaan hoo kistarha gurbate sugra
Paade ga kistarha ghazi musibate sugra
Ye nouha goonj raha Hai fizza Mai sugra ka
Ye rooke kehti thi sugra kaab aaooge bhaiya