Bekasi khoon rulati hai sajjad ki

- Ghazi Abbas (2018)


Bekasi khoon rolati Hai sajjad ki

Dukh bhari zindagani Hai sajjad ki

Bekasi khoon rolati Hai sajjad ki (2)

1) kheench Kar bistare abide Gul badan zalimo ne jalaya nabi ka chaman
Hai masnad bhi jalti Hai sajjad ki

Bekasi khoon rolati Hai sajjad ki (2)

2) rehhem khata nahi koi bemaar par kistarha se chale raahe purqaar par
Dhoop Hai natawani Hai sajjad ki

Bekasi khoon rolati Hai sajjad ki (2)

3) haale abid pa rooti Rahi beriyaan
Rakkhe qaadmo pa sar margaie beriyaan
Hai kaisi aaseri Hai sajjad ki

Bekasi khoon rolati Hai sajjad ki (2)

4) tauq gardaan Mai Hai aur qamida kamar
Laakho zulmo sitam ek taane chaak par
Phir bhi taqreer jaari Hai sajjad ki

Bekasi khoon rolati Hai sajjad ki (2)

5) Karbala Hai kidhar shaamo kufa kidhaar ayese halaat Mai bhi ye paidal Safar
Saab ko gurbat rulati Hai Sajjad ki

Bekasi khoon rolati Hai sajjad ki (2)

6) Hai mujeeb aur ghazi ki nouhagari
Baade shabbir har gham par har ghadi
Fikhr Zainab ko rahti Hai sajjad ki

Bekasi khoon rolati Hai sajjad ki (2)