Sada karenge gham e shahe karbala barpa

- Giroh-e-Miransha Machilipatnam (2016)


sada karenge ghame shahe karbala barpa
yehi dua kare hardum geroh e miransha

1. batul paak se hum ne kiya hai aye wada
hamesha taza rahega azaaye shahehuda
karenge nusrate shabbir me aye jaan fida
yehe dua kare hardum geroh e miransha

2. yehe hai aene ibadat suno quda k leye
har ek saans hamari hai ise aza k leye
ghar ku apne lutadengge fathima k leye
yehe dua kare hardum geroh e miransha

3. gharo me apne azakhane hum sajayengge
ghume hussain me aaso bahate jaayengge
nashane fauji payyamber ku hum vutayyengge
yehe dua kare hardum geroh e miransha

4. aza ka farsh bechavo karo hussain hussain
sar pa qaak vudavo karo hussain hussain
jigar se quun bahavo karo hussain hussain
yehe dua kare hardum geroh e miransha

5. kiya hai shukr ka sajda katake sar apna
bachaya deene nabi ku lutake ghar apna
ise aza me rahe muztarib jigar apna
yehe dua kare hardum geroh e miransha

6. masayebe shahe karbal sunayengge hardum
har ek dil ku ye kahekar rulayengge hardum
duaye fathima zahera be payengge hardum
yehe dua kare hardum geroh e miransha

7. ho qhamenai ho sistani hoke nasrullah
Vo ladrahe hai jo dushman se banke hizbullah
Hai inke faiz se asgar salamate rozah