Pyaaso mein hai matam

- anjuman-e-janisaran-e-abbas (2016)


PYAASON MEIN HAI MATAM SAKHAY KA
 
• *ghodey se gire ibne hyder 
• Jub gurze sitam sar par khakar
• Shaane the dono tan se juda
 
• *tha taashna dahan farzande ali
• Be dasht pe toote sare shaqi
• Teghon se badan sab tukde huwa
 
• *ghazi ko tarai par har dum
• Tha dhyaan sakina ka paihum
• Pyasa aya pyasa louta
 
• *mojay hai pataktiab tak sar 
• Pyase loutay jaan e hyder
• Jee bhar ke na sakhay ko dekha
 
• *ab khaakhai aise jeene par 
• Ammu ku na dekhungi  har dum
• Mushkil hai sakina ka jeena 
 
• *zainab hai luti iss basti mein
• Ab bazoo bandhen gay  rassi mein
• Chin jayegi mere sar se rida
 
• *momin wo shahay dee ki zaari
• Thay ahle haram par ghash taari
• Ek hashr tha qaimey mein barpa