Haaye sakina

- Shahid Baltistani (2004)


Haaye sakina

  1. Haae sakina, qaid hokar, shaam ke zindaan mei, jab aayi
  2. Woh bachi, us andhere, ghar ki taariki se ghabraayi

    Zamin to farsh thi saaya faghan tha, charkh neel aayi

    Muqaddar mei musibat ki ye pehli raat dikhlaayi

  3. Phuphi ke paas rehti thi, naa maa ke paas soti thi
  4. Haae phuphi ke paas rehti thi, naa maa ke paas soti thi

    Haae barehnaa sar khari zindaan ke darwaaze pe roti thi

  5. Udhar se, jo guzar ta tha use kehti thi sultaan jaa
  6. Mei bekas qaid mei baithi hun ik paigaam hai mera

    Agar baba mile tujko to tu kehnaa qasam khaata

    Sakina par musibat hai khabar lo ai shahe waala

  7. Agar tujse kahen khaimon mei sota chor aaya hun

To tu kehna dare zindaan pe rota chor aaya hun

Sakina