Nazil hai karbala me nawasa rasool ka

- Nazim Party (2012)


Hussain ya hussain
hussain shaafi, hussain kaafi..(2)
nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)

Parcham khula hua hai hussaini asool ka
nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)

1. Hai akhri salam ko akbar jhuke hue..(2)
naksha bana hua hai ruku e rasool ka
ya hussain
hussain shaafi, hussain kaafi..(2)
nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)

2. Jo hurmala ke teer ko asghar ne di shikast..(2)
ab bal nikal gaya hai umayya ki bhool ka
ya hussain
hussain shaafi, hussain kaafi..(2)
nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)

3. Allah ki kul raza ka malik mera hussain..(2)
matlab ye hai nabi ke sajde mein tool ka
ya hussain
hussain shaafi, hussain kaafi..(2)
nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)

4. Hai paani band malik e kausar ki aal par..(2)
mu'n dekhti hai bibiya'n zahra ke phool ka
ya hussain
hussain shaafi, hussain kaafi..(2)
nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)

5. Munkir nakeer mujhse jo kuch sadaa..(2)
keh dunga nauhagar hu janabe batool ka
ya hussain
hussain shaafi, hussain kaafi..(2)
nazil hai karbala mein nawasa rasool ka..(2)