Reh gayi Ali ki beti gham utha ne ke liye

- Irfan Haider (2002)


Reh gayi Ali ki beti gham utha ne ke liye

Zainab tanha hai X4

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

  1. Hussain bhi chalegaye hai sar kata ne keliye X 2
  2. Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

  3. Hussain ki nighah bawafa ko dhund ne lagi X2
  4. Kabra che mahi ne wali ki bana ne ke liye

    Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

  5. Jala diye sabhi chirag dasht me hussain ne X2
  6. Ek beta rehgaya hai shaam jane ke liya

    Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

  7. Kassim-e- Hazin ki laash tukre tukre hogayi X2
  8. Har taraf se dasht-e- karbela saja ne ke liye

    Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

  9. Lagayenge wo aaj aag khaymaye hussain me X2
  10. Aaye the jo fatema ka gar jalaane ke liye

    Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

  11. Ek beti jo hussain rota chor aye hai X2
  12. Ek beti saath laye kayd khane ke liye

    Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

  13. Sakina keh rahi thi baba kayd me bhi ayiye X2
  14. Apne sine par sakina ko sula ne ke liye

    Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

  15. Urhawo khak ay hawaw boli zainabe hazee X2
  16. Bekafan husaain ko kafan urhane ke liye

    Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

  17. Butool zadiyo ke sar se chadare bhi chinli X2
  18. itne sare zulm aur is gharaane ke liye

    Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

  19. Jala diye sabhi chirag dasht me hussain ne X2
  20. Ek beta rehgaya hai shaam jane ke liya

    Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2

  21. Wafaa ka taaj unke waaste rakhaa he khuld me X2

Haath jo katayenge alam uthane ke liye

Reh Gayi Ali ki beti gham utha ne keliya X 2