HUSSAIN YA HUSSAIN

- Miscellaneous (2014)


HUSSAIN YA HUSSAIN

ZAHRA KAA LADLA, BE JURM AUR BE KHATAA, HAI MAARA GAYA 2
GURBAAT KI, YE SHAAB HAI, BE PARDA, ZAINAB HAI, KARTI HAI,
RORO KAR, ZAINAB YEHI FUGHAA.

WOH JO LAHU LAHU HAI, KHALIQ KI AABROO HAI,
AY SHAAHE KARBALA, MAHSHAAR TALAK KHUDA,
MAAMNOON HAI TERA
TU HAQ KAA, RAAHBAAR HAI, NABIYON SE, BARTAR HAI, TERE HI,
SADQE MAIN, BAAKII HAI YE JAHAAN.

ZAYNAB KO BAS YE GHAAM HAI, IS BAAT KA ALAAM HAI,
BAR KHAAKE NAINWAAH, ZAHRA KE LAAL KA,
LAASHA PADA RAHAA
ZAINAB KO, YAAD AAYI, BHAI KI, TANHAYI, JAB RUN SAI,
JAATA THA, PYAASO KA KAARVAN.

SEHMI HUII SAKINA, PYASSI HAI WOH HAZEENA,
DETI RAHI SADAA, GOHAR MERE CHINE,
DAAMAN BHI JAAL GAYA
SOONA YEH, SEHRA HAIN, AY BABA, JANGAAL MAIN, YEH DUKHIYA,
MAKTAAL MAIN, DHOONDE TUJHE KAHAA.

BABA KO RONE WAALI, SEENE PE SONE WAALI,
AB SAARI ZINDAGI, BABA KO ROE GI
KAISE WO SOEGI
GHABRAH KAR, KHAYMO SAI, NIKLE GI, PYAASI WOH,
DHOONDE GI, BABA KO, LAASHO KE DAR MIYAN.

BAADE HUSSAIN ZAINAB, SHABBIR BAAN GAI HAI,
JAB KHAIMEI JAALGAYE, LAASHE PEH BHAYI KE,
HUMSHEER NAI KAHAA
UMMAT KA, YEH TUJ SE, WAADA HAI, ZAYNAB KAH,
YEH TERI, KURBAANI, HOGI NAH RAHAY KHAAR.

BAAS AY MOHEEB YEH MATAAM, ZAINAB KI ARZOO HAI,
JO APNE BHAI KO, BAAN MEI NAH RO SAKI,
AY BINTE MUSTAFA
KASIM KAA, AKBAR KAA, ZAHRA KE, DILBAAR KAA,
DETHE HAI, SAAB PURSA, YEH TERE NOHA KHAN.