Hussain aaj bhi hai
- Mukhtar Hussain (2014)
hussain aaj bhi hai 4
hai karbala ka ye dawa hussain aaj b hai 2 ye kisne kehdiya kal tha 2 hussain aaj bhi hai hussain .............hai karbala.............hussain............ ye hurmizaj jise kehti hai majalise shabbir bas k pal me badal jayegi teri takdeer azaa k farsh pe aaja 2 hussain aaj bhi hai. 2 hussain...........hai............. hussain............... karo hadise anamil hussain per b nazar rasule paaak hai zinda ye mante ho agar to phir ye maan na hoga 2 hussain aaj bhi hai hussain......hai.............hussain............. na naam lewa hai koi na hai nishane mazar fanna yazid hua khatm hogaya darbar magar hussain k jaisa 2 hussai aaj bhi hai hussain............hai............hussain............ wo aur honge jinhe apni jaan hai pyari kaza k khauf se kyu chhod de azadari hai jab yakin hamara 2 hussain aaj bhi hai hussain...............hai .................hussain... chalo isme jo kabhi zuljanah aata hai to iske chalne ka andaz ye batata hai k jaise deen pe baitha 2 hussain aaj bhi hai hussain............hai........hussain....... shahadato k labo par hai shukriya zainab na hoti tu to simat jati karbala zainab tere wasile se zinda 2 hussain aaj b hai hussain...........hai..........hussain........... khudaya baaki hai ghaibat ka aur kitna safar ye pucchti hai bahattar shahadate milkar kaha hai teen saw tehra (313) 2 hussain aaj bhi hai hussain.........hai.............hussain........ yazidiyat b larazti thi roze aaashura sawa crore zamano pe ek naara tha faza me gunj raha tha 2 hussain aaj bhi hai hussain.........hai...........hussain.......... ye dawa thik hai mukhtar aur takkallum ka zahur kayeme aale rasul jab hoga kahega sara zamana 2 hussain aaj bhi hai hussain...........hai...........hussain.........