Al ajal ya mehdi
- Mukhtar Hussain (2014)
al ajal ya mehdi 2
aayenge jab bhi barweh sarkar dekhna 2 phirse hasegi kaabe ki deewar dekhna aayenge jab b barweh sarkar dekhna jaise bichhad k milte hai do dost iss tarha 2 hoga alam k saath alamdar dekhna aayenge.............. dedo imame waqt ka gar wasta ise 2 rukjayegi ye waqt ki raftar dekhna aayenge.............. bedi ka hathkadi ka mukhalib jo aaj hai 2 kal hoga mushkilo me giraftar dekhna aayenge................ quraa pe mujhko kaariye quraa kahega khud 2 jab hoga ibne zahra ka didar dekhna aayenge.................. qaidi amiri shaam hai bazare shaam hai 2 manzar ye hone wala hai tayyar dekhna aayenge................... jo bhi zuba chali hai khilafe abu turab 2 kaatega isko meesame tamaar dekhna aayenge................. has haske muftiyo se takkallum ye kehta hai 2 maula sunenge khud mere ashaar dekhna aayenge.............. al ajal ya mehdi..................