Shaah ast hussain

- Nadeem Sarwar (2004)


Shaah ast hussain

(Shaah ast hussain badshaah ast hussain, deen ast hussain deen panah ast hussain) x2

  1. (Sar daad na daad dast dar dast-e-yazeed) x3 haqqa ke bina la illah ast hussain

    Shaah ast hussain badshaah ast hussain, deen ast hussain deepanah ast hussain

  2. Sardaaro shehenshaah ay shaahe shaheedan, qaari sare naiza ay waarise quran (kehti hain namazein ab tak sare maidaan) x2 suno zindaa hai hussain suno zinda hai hussain

    Shaah ast hussain badshaah ast hussain, deen ast hussain deepanah ast hussain

  3. Azaon namaaze milad-e-mohammed, ye majlis-o-matam abbas ka parcham (kehti hain sabilein kehta hai muharram) x2 suno zinda hai hussain suno zinda hai hussain

    Shaah ast hussain badshaah ast hussain, deen ast hussain deepanah ast hussain

  4. Akbar ka kaleja halq-e-ali asgher, abbas ke baazu zainab ka khula sar (kehte hain ye tujhse ay shaam ke lashkar) x2 suno zinda hai hussain suno zinda hai hussain

    Shaah ast hussain badshaah ast hussain, deen ast hussain deepanah ast hussain

  5. Marqad se nikal kar khud fatema zahra, maqtal ki zameen par deti rahi pehra (khanjar se sina se kehti rahi zahra) x2 suno zinda hai hussain suno zinda hai hussain

    Shaah ast hussain badshaah ast hussain, deen ast hussain deepanah ast hussain

  6. Zanjeer-e-sitam ne rasta nahi roka, pehne huwi bairi chalte rahe mawla (kehta hai abhi tak sajjad ka sajda) x2 suno zinda hai hussain suno zinda hai hussain

    Shaah ast hussain badshaah ast hussain, deen ast hussain deepanah ast hussain

  7. Adaa ke tamache rukhsaare sakeena, jhalta huwa damaan gharmi ka mahina (kehti thi phuphi se har aik se kehna) x2 suno zinda hai hussain suno zinda hai hussain

    Shaah ast hussain badshaah ast hussain, deen ast hussain deepanah ast hussain

  8. Beemare madina woh fatema sughra, darwaaze pe baithi takti hai jo rasta (khud ko yehi kehkar deti hai dilasa) x2 suno zinda hai hussain suno zinda hai hussain

    Shaah ast hussain badshaah ast hussain, deen ast hussain deepanah ast hussain

  9. Sarwar sare majlis zikre shahe waala, raihaan musalsal is gham ka hawala (Dorahta hai har dam tareekh ka jumla) x2 suno zinda hai hussain suno zinda hai hussain

    Shaah ast hussain badshaah ast hussain, deen ast hussain deepanah ast hussain

  10. (Sar daad na daad dast dar dast yazeed) x3 haqqa ke bina la illaaha ast hussain

Shaah ast hussain badshaah ast hussain, deen ast hussain deepanah ast hussain