Ali Ali karke
- Mukhtar Hussain (2014)
Ali Ali Ali Ali 2
haideriyo kalandaram mastam banadaye murataza ali hastam - 2 peshwahe tamam rindanam ke sage kue shere yazdanam hamara hai ye aqida ali ali kar ke 2 koi b mar nhi sakta 2 ali ali kar k............hamara hai aqida 2 jo kehna chahata hai dil wo bol deta hai ali zuba ki girho ko khol deta hai kalim bante hai musa 2 ali ali kar k.........hamara................2 teri b nind me saale salaat hojaye tere liye shabe meraj raat hojaye yakike farsh pe so jaa 2 ali ali kar k......hamara................2 wo na khudaye khudai dikhai deta hai jaha b dekhu ali hi dikhai deta hai nazar se uth gaya parda 2 ali ali kr k............hamara .............2 yaha pe aayega ek roz hum mezaj mera ye kibriya ne barahim se kaha hoga banao khanye kaba 2 ali ali kar k..............hamara..............2 zuba se baat kabhi dogli nhi karte usul shia hai mohsin kushi nhi karte khuda ko karte hai sajda 2 ali ali kar k............hamara............2 farazadar se dete hai ye sadaa meesam shehed se sheeri hua zayka ali kasam chakkha maza jo kaza ka 2 ali ali kar k................hamara..............2 ali k naam ne ye martaba mujhe baksha ye raaz hazrate isa ne aashkaar kiya me murde karta zinda 2 ali ali kar k........hamara................2 hayato maut k maa behen waqt hai kamtar idhar udhar me na barbad sheh takkallum kar ali k paas chala jaa 2 ali ali kar k..........hamara..............2 ali ali ali ali.........2